Posts

Showing posts from December, 2018

Kisi Ko Apna Banane Ka Wazifa

Image
Hum sabhi chahte hai ki hamari zindagi me koi aisa ho jise hum apne keh sake. Jo hamari har baat maane aur hum uske sath poori zindagi guzar sake. Agar aapki zindagi me koi aisa saksh hai jis se aap behad mohabbat karte hain aur uske sath apni poori zindagi bitana chahte hai, lekin wo aapse pyar nahi karte aur har waqt aapko nazarandaaz karte hain. Agar puri koshish karne ke baad aap haar chuke hain usko apna banane me to aapko zaruarat hai kisi ko apna deewana banane ka wazifa aur tarika azmaane ki. Yah ek behad asarkari wazifa hai aur jald hi aapko iska asar dikhne ko milega. Ye wazifa karne ke liye- • Subah uth kar sabse pehle naha dho kar paak saaf ho jaye. • Nahane ke baad din me jitni dafa ho sake Maghrib tak Surah Kaif padhe. • Uske baad khane ke kisi bhi cheez me apne mehboob ko yaad kar dum kar de • Us khane ki cheez, jisme aapne dum kia hai, usko kisi janwar ke saamne pesh kar de • Jab tak wo janwar usko khaye tb tak aap jisko apna banana chahte hai...